BidVertiser se Paise kaise kamaye blog or website par

BidVertiser (A Division off Bpath,LTD) ek bahut purani PPC (pay par click) ki site hai jo 2003 me start hui thi Adsense ke lagbhg sath me. Me is post me bilkul Vistaar se bataonga ki BidVertiser kya hai or kaise kya hota hai. isse phele ki aap is website se jude ye baate jaanna jaruri hai aapke liye.
Ham jaante hai ke Ads hamari websites or Blogs ke liye kitne jaruri hoti hai paisa kamane ke liye. Me aapse kehana chahuga ki es post ko padne se phele apne dimag ko thoda fresh kar le Q ki ye post thodi lambi hai. Main is post me puri koshis karuga ki aapke har sawal ka javaab aapko de saku is post ke end tak.
Account banane ke liye yaha jaye or jaldi se apna account approved karaye
Create BidVertiser Account
BidVertiser alag PPC (Pay Par Click) network hai jo har bar visitor ke click karne par paisa deti hai jisse ham apni website ya blog par lagate hai.


Visitor agar ads par click karta hai or fir jo agla page khulta hai agar vo us page me interest leta hai matlab jo agle page me khulta hai – form ko fill karta hai, koi product leta hai to hamari commision hoti hai vo double ho jati hai. to hamesa chance hota hai double earning ka par vo visitor par nirbhar karti hai.

BidVertiser Kaam kaise karta hai

Ye kuch tarike hai BidVertiser ke. jo usko sabse alag karte hai.
o Advertisers hote hai bo apni site ya blog ke promation ke liye BidVertiser ko payse dete hai or khate hai ki hamari is site ka promation karo

  • Fir BidVertiser uski site ko check karta hai or fir usko unki category me set kar deta hai.
  • jab koi visitor unki website par jata hai to unki income hoti hai or usme se kuch commission BidVertiser ke pass aata hai.
  • Publisher (yani ham) har mahine ki aakri tarik ko hamari commission hamare paas aati hai.

BidVertiser Par Account ke liya kya-kya chaiye

Is par Publisher ke account ke liye ye hona jaruri hai,

  1. Ek Email ID: Is ke jariye hi ham apne BidVertiser account me login kar sakte hai.
  2. PayPal Account: Hamari jo income hoti hai vo ham paypal ke jariye hi le sakte hai. Agar aapka paypal account nahi hai to ye post padiye – PayPal par account kaise banata hai
  3. Blog/Website: Blog ya website hona bhi jaruri hai q ki BidVertiser hame jo ad ke code deta hai ham vo inhi par lagate hai. Agar aapka koi blog nahi hai to aap bana sakte hai blogger par bilkul free. kaise banaye uski puri jaankari yaha par hai Free Blog/website banao

How to get targeted 1000 visitors per day without money and time invest ?

Payment kaise milti hai

Sabse achi baat BidVertiser ki ye hai ki eski sabse kam payment le sakte hai to jo naya account banate hai agar unki income kam hoti hai jabbhi vo apne paise le satka hai. Ye kuch tarike hai Payment lene ke

  • PayPal – Kamsekam $10
  • Western Union – Kamsekam $100
  • Check – Kamsekam $100
  • Wire Transfer – kamsekam $10

BidVertiser ki Payment proof

ye company bhut dino se chal rahi hai or iske bhutse payment proof aap net par dekh sakte ho. ye raha mera payment proof
Image ko full size me dekhne ke liye Image par click kareBidvertiser ab Free Hosted Site Support nahi karta, matlab agar aapko ads lagana hai to phele blog me domain add karna hoga

Companies desperately need your opinion and will pay you cash for taking short surveys!

BidVertiser par account kaise banaye

to aap teyaar hai apni site ya blog par ads dikha kar payse kamane ke liye. Account banane ke liye ye steps follow kare.
Image ko full size me dekhne ke liye Image par click kare

  1. BidVertiser ki site par jaye. Site par jane ke liye yaha click kare
  2. fir “Join Now – It’s FREE!” ki button par click kare
  3. ab jo form khulega usko sahi bhare
  4. Email id dalne ke baad ek code aayega aapke account par usko bhi is form pr daalna hai conformation ke liye. Pura form bharne ke baad Continue ki button par click kare.
  5. Ab aapka BidVertiser account teyaar hai

Yaha par click karke apna account banane par account jaldi se approve ho jayega.

>> Create Account in BidVertiser <<to ab hamne BidVertiser kya hai or ham isse kaise payse kama sakte hai ye jaana or apna account is par banaya.Ab aap iske code ko copy karke apni blog ya website par daalkar apni income start kar sakte hai.

BidVertiser ka Code Blog par Kaise lagate hai

Site-ko-BidVertiser-me-jodne-ke-liye-ye-form-bhare

Ab ab aapka account to ban chuka hai. apna account me login kijiye. login karne ke baad in steps ko fillow karo.
Is Image me jo number hai un ke bare me niche likhe hai

  1. Add New BidVertiser par click kare
  2. Add New BidVertiser under new domain par click kare.
  3. Ads ka Tital de. (Aap jis blog website par is ads ko dalna chate ho bo daale)
  4. Apne Blog ki URL dale
  5. Agar aap ka jo website hai agar usma main url agar or kuch hai to yaha apna link dale warna isko khali chod de.
  6. Apne blog ki bhasa chune jo bhi ho. agar hindi to hindi chune or agar English to english chune, ya koi bhi ho
  7. Apne Blog website ka category chune ki aapka kis topic par hai.
  8. Eske baad yaha par or category aa jayegi un me se apni blog/website se jo samband rakhe usko chune. (Agar aapne galat catrgory chuni apni website/blog ke liye to uspar jo ads aayege bo aapki site par hai usse alag aayege, isliye sahi chune)
  9. Last me Finsh ki button par click kare. Ab aapki website to jud chuki hai BidVertiser pe.
  10. ab BidVertiser center par click kare
BidVertiser-ke-ads-ka-code-kaise-le

Agle page par aap dekege ki aapki site list me aa jayegi hai.

Promote your Website with BidVertiser. Get $20 in FREE clicks.

  1. Aap apni site me alag alag size ke ads lagane ke liye uski sub categry banale. pichli process ko dohra kar.
  2. List me site ko select karne ke baad Chose Template ki button par click kare. ek popup page khulega usme se apne ads ka size chun le fir Update ki button dabaye.
  3. Get Ad Code ki button par click kare fir ek popup page khulega. uspar ek code hoga usko copy kare or apne blog par jaha aap chahate hai vaha paste karde.

Ads ke Code ko Copy karne ke baad kaise apne blog par jodte hai ye jaanne ke liye yaha click kare.

Aage ham jaanege:

kaise apni income or badaye BidVertiser par or bhi bhut kuch…. Hamne Is post me ye to sikh liya hai ki BidVertiser ka code kaise prapt karte hai par agar aapko vo ad ke code apne blog par lagane me agar koi dikkat ho rahi hai to aap muje bataiye. me apni agli post me puri step by step bataoga ki ad ke code ko site par kaise lagate hai. Dosto ye jaankari aapko kaise lagi ya fir aapka koi savaal ho aap comment ke jariye jarur bataye. Muje khusi hogi aapke vichaar jankar.Sabse jaruri baat hame subscribe karna na bhule Blogger ki Puri Jankari ye liye Blogging par jaye 

102 Simple Tips To Increase Website Traffic

Leave a Reply

Back To Top